lene wale to sabhi kuchh le gae
aap bhi ehsan thoDa kijiye
Vilas Pandit Musafir
mehnat kar ke hum to aaKHir bhuke bhi so jaenge
ya maula tu barkat rakhna bachchon ki guD-dhani mein
Vilas Pandit Musafir
oz hi pina roz pilana roz ghamon se Takrana
ek din mai ko bhul ke aao ganga-jal ki baat karen
Vilas Pandit Musafir
oz hi pina roz pilana roz ghamon se Takrana
ek din mai ko bhul ke aao ganga-jal ki baat karen
Vilas Pandit Musafir
ab ke masrufiyat-e-ishq bahut hai hum ko
tum chale jao to fursat se guzara kar len
Vipul Kumar
acha ke aankh bichhaD jaen us se chupke se
abhi to apni taraf dhyan bhi ziyaada nahin
Vipul Kumar
acha ke aankh bichhaD jaen us se chupke se
abhi to apni taraf dhyan bhi ziyaada nahin
Vipul Kumar