wo chup lagi hai ki hansta hai aur na rota hai
ye ho gaya hai KHuda jaane dil ko raat se kya
Umar Ansari
jo na khul saka tera bhed tha
jo na ho saki meri baat thi
Umar Farhat
jo na khul saka tera bhed tha
jo na ho saki meri baat thi
Umar Farhat
ab ku-e-sanam chaar qadam hi ka safar hai
kuchh aur masafat ko Thahar kyun nahin jate
Umar Farooq
adan ka bojh uThana bhi ab muhaal hua
jo KHud se haar ke baiThe to phir ye haal hua
Umar Farooq
adan ka bojh uThana bhi ab muhaal hua
jo KHud se haar ke baiThe to phir ye haal hua
Umar Farooq
hamein to TuTi hui kashtiyan nahin dikhtin
hamare ghar se hi dariya dikhai deta hai
Umar Farooq