pursish ko agar honT tumhaare nahin hilte
kya qatl ko bhi hath tumhaara nahin uThta
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
one ne mere saikDon ghar Dha diye lekin
kya rah tere kuche ki hamwar nikali
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
one ne mere saikDon ghar Dha diye lekin
kya rah tere kuche ki hamwar nikali
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
oza rakhta hun subuhi pi ke hangam-e-sahar
sham ko masjid mein hota hun jamaat ka sharik
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
sahil par aa ke lagti hai Takkar safine ko
hijran se wasl mein hai siwa dil ki ehtiyat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
sahil par aa ke lagti hai Takkar safine ko
hijran se wasl mein hai siwa dil ki ehtiyat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
sambhaal waiz zaban apni KHuda se Dara ek zara haya kar
buton ki ghibat KHuda ke ghar mein KHuda KHuda kar KHuda KHuda ka
Syed Yusuf Ali Khan Nazim