ye aur baat ki 'aKHtar' haweliyan na rahin
khanDar mein kam to nahin apni aabru raushan
Sultan Akhtar
ye aur baat ki 'aKHtar' haweliyan na rahin
khanDar mein kam to nahin apni aabru raushan
Sultan Akhtar
mana ki hum watan se azizon se dur hain
tahzib se juda hain na urdu zaban se du
Sultan Farooqui
main abr-o-baad se tufan se sab se Darta hun
gharib-e-shahr hun kaghaz ke ghar mein rahta hun
Sultan Rashk
main abr-o-baad se tufan se sab se Darta hun
gharib-e-shahr hun kaghaz ke ghar mein rahta hun
Sultan Rashk
suKHanwari se hai maqsud marifat fan ki
main be-hunar hun talash-e-hunar mein rahta hun
Sultan Rashk
hum log na uljhe hain na uljhenge kisi se
hum ko to hamara hi gareban bahut hai
Suroor Barabankvi