tasKHir-e-chaman par nazan hain tazin-e-chaman to kar na sake
tasnif fasana karte hain kyun aap mujhe bahlane ko
Shibli Nomani
ye nazm-e-ain ye tarz-e-bandish suKHanwari hai fusun-gari hai
ki reKHta mein bhi tere 'shibli' maza hai tarz-e-'ali-hazin' ka
Shibli Nomani
ye nazm-e-ain ye tarz-e-bandish suKHanwari hai fusun-gari hai
ki reKHta mein bhi tere 'shibli' maza hai tarz-e-'ali-hazin' ka
Shibli Nomani
achpan mein shauq se jo gharaunde banae the
ek huk si uThi unhen mismar dekh ka
Shifa Kajgavnwi
dekho na zat pat na nam-o-nasab 'shifa'
par dost jab banao to kirdar dekh ka
Shifa Kajgavnwi
dekho na zat pat na nam-o-nasab 'shifa'
par dost jab banao to kirdar dekh ka
Shifa Kajgavnwi
ghair se kiya gila kare koi
jab ki apne hi bewafa ho jaen
Shifa Kajgavnwi