ghabra ke aasman ki taraf dekhti thi KHalq
jaise KHuda zamin pe maujud hi na tha
Shahzad Ahmad
gosha-e-dil ki KHamoshi ka tamannai main
aur hangame uTha laya hai bazar se tu
Shahzad Ahmad
gosha-e-dil ki KHamoshi ka tamannai main
aur hangame uTha laya hai bazar se tu
Shahzad Ahmad
guzar hi jaegi 'shahzad' jo guzarni hai
sambhaalne se tabiat kahan sambhalti hai
Shahzad Ahmad
guzarne hi na di wo raat main ne
ghaDi par rakh diya tha hath main ne
Shahzad Ahmad
guzarne hi na di wo raat main ne
ghaDi par rakh diya tha hath main ne
Shahzad Ahmad
hairan hun hasidon ko pata kaise chal gaya
un walwalon ka jo mere dil mein abhi na the
Shahzad Ahmad

